1:- Muskurahate ๐ juthi ๐ bhi hua karti hai yaaro,
insaan ๐ค ko dekhna nahi ❌ bas samajhna sikho..
2:- Duniya ๐ tutate huye taare ๐ซ se bhi dua mangti hai,
kaun kahta ๐ค hai barbaadi ๐ kisi ke kaam nahi aati..
3:- Ek yeh baat bhi to sach hai ki paisa waqt badal sakta hai,
lekin vapas nahi ❌ la sakta..
4:- Raaste ๐ฃ kabhi khatm nahi ❌ hote,
bas log himmat ๐ซ haar jate hai..
5:- Darr ๐ฑ kahi aur nahi ❌ hota,
vo bas aapke dimag ๐ mai hota hai ।।
6:- Jo vyakti kisi tare se bandha hota hai vah piche nahi mudta..
7:- Agar haarne ๐ข se darr lagta ๐ฑ hai to,
jitne ๐ ki ichha ๐ kabhi mat rakhna ।।
8:- Karm, gyan aur bhakti ka sangam hi jivan ka tirth raz hai..
9:- Sabse uttam tirth apna mann hai,
jo vishesh rup se shudh kiya hua ho..
10:- Hath ✋ ka majhab nahi dekhte ๐ฆ parinde,
jo bhi dana ๐ฅ de, khushi ๐ se kha lete hai..
11:- Mehnat ka ๐ fal aur samsya ka ✔ hal, der se ๐ hi sahi, milta zarur hai ।।
12:- Jaha se apne na ๐ dikhe, vo unchaai ๐ kis kam ki ।।
13:- Safalta ka nuskha aasan hai,
jo sahi hai use sahi samay par sahi tarike se kijiye..
14:- Kabhi kabhi bahut chote chote niryan hi hamare jivan ko hamesha ke liye badal dete hai..
15:- Swarthi mitro ๐ฅ se bada koi aur shtru nahi ❌ hota hai.
16:- Har aadmi kahta hai ki mai achha hu,
lekin log kya mante hai yah mahtvpurn hai..
17:- Karm, gyan aur bhakti ka sangam hi jivan ka tirth raz hai..
18:- Kabhi kabhi bahut chote chote niryan hi hamare jivan ko hamesha ke liye badal dete hai..
19:- Kisi aur ke sapno ko jine ke liye jivan bahut chota hai..
20:- Vo bulandiya ๐ bhi kis kam ki ๐คjanab,
jaha insaan chathe ๐ aur insaaniyat utar jaye ।।
21:- Sanghrsh insaan ko majbut banata hai,
phir chahe vo kitna bhi kamzor kyon na ho..
22:- Charo taraf jay mata di ✊jay mata di chai ๐ hai,
phir vrudhashram mai kiski maa ๐ต aai hai..
23:- shabd aur kuch nahi hamare vicharo ki chaviya hai..
24:- Manvata ka sampurn gyan in do shbdo mai nihit hai,
pratiiksha aur umeed ।।
25:- Apne udeshy mahan rakhe,
chahe iske iye kanto bhari dagar par hi kyo na chalna pade..
26:- Khwahish ✨ bhale choti si ho,
lekin use ๐ pura karne ke liye dil ❤️️ ziddi hona chahiye..
27:- Jo ho raha hai vahi karte rahne se pragati sambhav nahi hai ।।
28:- Ek insaan ek insaan hai, chahe kitna hi chota kyon na ho..
29:- Vidhata ki adalat ki vakalat badi pyaari hai,
khamos rahiye, karm kijiye, aapka mukdama jari hai..
30:- Duniya ๐ ka sabse faydemand ๐ sauda bujurgo ๐ด ke pass baithna hai,
chad lamho ke badle mai vo aapko ๐ค barso ka tajurba dete hai..
31:- Har chiz ka suzan do baar hota hai,
pahle dimag mai aur dusri baar vastvikta mai ।।
32:- Gir raha hai, din ba din ๐ insaaniyat ka star aur,
insaan ๐ค ka dawa hai, ki hum ๐ซ tarakki par hai ।।
33:- Dikhava aur juth bolkar vyavhaar banane se achha hai,
sach bolkar dushman bana lo, tumhare sath kabhi vishvasghat nahi hoga..
34:- Aone vichar badle aur aap apni duniya badal sakte hai ।।
35:- Yaa to padhne layak kuch likhe, yaa likhne layak kuch kare ।।
36:- Mann sab kuh hai, aap jo sochte hai, vahi ban jate hai ।।
37:- Mann ki soch ๐ค sundar hai to sara sansar sundar ๐ lagega ।।
38:- Jab aap ๐ค ummid par tik jate hai to kuch bhi ๐ sambhav hai ।।
39:- Uss vyakti ki shakti ka koi muqabala nahi,
jiske pass shakti ke saath shanshakti bhi ho ॥
40:- Saari umar ๐จ bas ek hi sabak ๐ yaad rakhna,
dosti ๐ฌ aur dua ๐ mai bas niyat saaf rakhna..
41:- Kamyaab log ๐ค apne faisle se ๐ duniya ๐ bada dete hai,
aur ๐ฅ nakamyaab log duniya ke dar se apne faisle ✅ badal lete hai..
42:- Bhid mai sab log ๐ค achhe nahi hote aur achhe ๐ logo ki bhid nahi hoti ।।
43:- Buri aadte ๐ agar waqt ⏰ pai na badli jaye to,
vo aadte aapka waqt ๐ badal deti hai ।।
44:- Kal samay ⏰ milega, yahi kitna ๐ค bada bhram hai !!
45:- Sach mai dhani ๐ฐ vyakti vah hai,
jiske ๐ค bachhe uske hath ๐ khali ho tab bhi uski baho mai daud ๐ถ aaye ।।
46:- Jis din ๐ antar mit jayega pooja aur azaan mai,
uss din sachha swarg ⚡⚡ banega mere hindustan mai ।।
47:- Mai to pathhar hu, mere mata-pita shilpkar hai,
meri har taarfi ke vo hi asli haqdaar hai ।।
48:- Mera ๐ฆ manana yeh hai ki kam kharch ๐ธ vo karte hai,
jinhe jyaada kamana ๐ฐ nahi aata ।।
49:- Beshumar safalta sarvotam pratishodh hai ।।
50:- Do hath ๐ se hum pachas logo ๐ฅ ko nahi mar sakte,
par do hath ๐ jod kar hum karodo ka dil ๐ jit sakte hai ।।
---------------------------------------------------------------
THANKS FOR COME ......
HOPE U LIKE IT ....
SHARE .....
By Gaurav Jain
---------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment